Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi, Urdu Ghazal By Ezaz Kazmi

Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ezaz Kazmi. Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے بغیر نہیں دیکھ جھانک کر کوئی

اعزاز کاظمی

ترے بغیر نہیں دیکھ جھانک کر کوئی

یہ دل وہ دل تھا کہ جس کا نہیں تھا در کوئی

بتا دے وحشتوں کی فوج کو چلی جائے

بتا دے جا کے نہیں یوں بھی آج گھر کوئی

میں جا رہا ہوں فصیلو درختو تصویرو

سو تم میں تو نہیں ہے میرا ہم سفر کوئی

اسے کہو کہ کسی کو تری ضرورت ہے

کہو کہ جاگتا رہتا ہے رات بھر کوئی

یہ دشت دشت نہیں لگ رہا مجھے اعزازؔ

کہ میں نے چھوڑی نہیں اس کی رہ گزر کوئی

اعزاز کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi

Ezaz Kazmi

tere baghair nahin dekh jhank kar koi
ye dil wo dil tha ki jis ka nahin tha dar koi

bata de wahshaton ki fauj ko chali jae
bata de ja ke nahin yun bhi aaj ghar koi

main ja raha hun fasilo, darKHto taswiro
so tum mein to nahin hai mera ham-safar koi

use kaho ki kisi ko teri zarurat hai
kaho ki jagta rahta hai raat-bhar koi

ye dasht dasht nahin lag raha mujhe 'eazaz'
ki main ne chhoDi nahin us ki rahguzar koi

(445) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi written by Ezaz Kazmi at UrduPoint. Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi is one of the masterpieces written by Ezaz Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Ezaz Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ezaz Kazmi' above.

Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Baghair Nahin Dekh Jhank Kar Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.