Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai, Urdu Ghazal By Ezaz Kazmi

Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ezaz Kazmi. Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسلسل اک مشقت بے سبب ہے

اعزاز کاظمی

مسلسل اک مشقت بے سبب ہے

محبت بھی بہت محنت طلب ہے

تمہارا غم ہے رشتہ دار میرا

تمہاری یاد ہی میرا نسب ہے

تم آ جاتے تو اچھا تھا مگر اب

مرے دل میں یہی اک آس کب ہے

یوں ہی آتے نہیں احوال تکنے

وہ آئے ہیں تو پھر کوئی سبب ہے

مرے دالان میں گنجینۂ یاد

مروت آشتی افتاد سب ہے

میں روشن ہوں ترے پرتو کے باعث

مرے چہرے پہ تیری تاب و تب ہے

قیامت کی گھڑی گزری ہے اور تو

ابھی موجود و زندہ ہے عجب ہے

اعزاز کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai

Ezaz Kazmi

musalsal ek mashaqqat be-sabab hai
mohabbat bhi bahut mehnat-talab hai

tumhaara gham hai rishta-dar mera
tumhaari yaad hi mera nasab hai

tum aa jate to achchha tha magar ab
mere dil mein yahi ek aas kab hai

yunhi aate nahin ahwal takne
wo aae hain to phir koi sabab hai

mere dalan mein ganjina-e-yaad
murawwat aashti uftad sab hai

main raushan hun tere partaw ke bais
mere chehre pe teri tab-o-tab hai

qayamat ki ghaDi guzri hai aur tu
abhi maujud-o-zinda hai ajab hai

(520) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai written by Ezaz Kazmi at UrduPoint. Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai is one of the masterpieces written by Ezaz Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Ezaz Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ezaz Kazmi' above.

Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Musalsal Ek Mashaqqat Be-sabab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.