Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main, Urdu Ghazal By Ezaz Kazmi

Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ezaz Kazmi. Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ترک عشق کا تھا راستہ چلا گیا میں

اعزاز کاظمی

وہ ترک عشق کا تھا راستہ چلا گیا میں

بلا ارادہ ہی جس پر چلا چلا گیا میں

وہ شخص یوں ہی کہیں راستے میں مل گیا تھا

پلک جھپک کے اسے دیکھتا چلا گیا میں

مری حیات میں اک دوسری محبت تھی

اسے بھی اور کوئی مل گیا چلا گیا میں

خبر نہیں کہ یہاں اور کون ہے موجود

پتہ کرو کہ یہیں پر ہوں یا چلا گیا میں

پھر اس کے بعد کہاں تھا مجھے نہیں معلوم

فقیر عشق سے لے کر دعا چلا گیا میں

اعزاز کاظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main

Ezaz Kazmi

wo tark-e-ishq ka tha rasta chala gaya main
bila-irada hi jis par chala chala gaya main

wo shaKHs yunhi kahin raste mein mil gaya tha
palak jhapak ke use dekhta chala gaya main

meri hayat mein ek dusri mohabbat thi
use bhi aur koi mil gaya chala gaya main

KHabar nahin ki yahan aur kaun hai maujud
pata karo ki yahin par hun ya chala gaya main

phir us ke baad kahan tha mujhe nahin malum
faqir-e-ishq se le kar dua chala gaya main

(610) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main written by Ezaz Kazmi at UrduPoint. Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main is one of the masterpieces written by Ezaz Kazmi. You can also find the complete poetry collection of Ezaz Kazmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ezaz Kazmi' above.

Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Tark-e-ishq Ka Tha Rasta Chala Gaya Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.