Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye, Urdu Ghazal By Fakhruddin Khan Mahir

Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fakhruddin Khan Mahir. Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں تو مزاحم نہیں غیر کے ہاں جائیے

فخر الدین خاں ماہر

میں تو مزاحم نہیں غیر کے ہاں جائیے

گاہ قدم رنجہ آپ یاں بھی تو فرمائیے

تم سے تو غیر از رضا چارہ نہیں مجھ کو لیک

کعبۂ دل کو مرے سوچ کے ٹک ڈھک جائیے

قصد کہیں اور کا ہم سے یہ کہہ کر چلے

جاؤں ہوں گھر آئیو یوں تو نہ بہکائیے

اور جگہ کب ملے دل کی خبر ہاں مگر

تیری گلی میں سراغ ڈھونڈئیے تو پائیے

ماہرؔ بے چارہ پر کر کے یہ جور و جفا

پھر نہ زباں اپنی پر نام وفا لائیے

فخر الدین خاں ماہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye

Fakhruddin Khan Mahir

main to mozahim nahin ghair ke han jaiye
gah qadam-ranja aap yan bhi to farmaiye

tum se to ghair az-raza chaara nahin mujh ko lek
kaba-e-dil ko mere soch ke Tuk Dhak jaiye

qasd kahin aur ka hum se ye kah kar chale
jaun hun ghar aaiyo yun to na bahkaiye

aur jagah kab mile dil ki KHabar han magar
teri gali mein suragh DhunDiye to paiye

'mahir'-e-be-chaara par kar ke ye jaur-o-jafa
phir na zaban apni par nam-e-wafa laiye

(648) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye written by Fakhruddin Khan Mahir at UrduPoint. Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye is one of the masterpieces written by Fakhruddin Khan Mahir. You can also find the complete poetry collection of Fakhruddin Khan Mahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fakhruddin Khan Mahir' above.

Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main To Mozahim Nahin Ghair Ke Han Jaiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.