Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti, Urdu Ghazal By Farasat Rizwi

Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farasat Rizwi. Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ سے خواب کا رشتہ نہیں رہنے دیتی

فراست رضوی

آنکھ سے خواب کا رشتہ نہیں رہنے دیتی

یاد اس کی مجھے تنہا نہیں رہنے دیتی

لذت در بدری میں بڑی وسعت ہے کہ یہ

در و دیوار کا جھگڑا نہیں رہنے دیتی

گھر ہو یا رونق بازار کہیں بھی جاؤں

بے قراری تو کسی جا نہیں رہنے دیتی

بند کر لوں تو عجب نقش نظر آتے ہیں

آنکھ محروم تماشا نہیں رہنے دیتی

خواہش زر کی ہوا دل کے سیہ خانے میں

اک دیا ہے جسے جلتا نہیں رہنے دیتی

فراست رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti

Farasat Rizwi

aankh se KHwab ka rishta nahin rahne deti
yaad us ki mujhe tanha nahin rahne deti

lazzat-e-dar-badari mein baDi wusat hai ki ye
dar-o-diwar ka jhagDa nahin rahne deti

ghar ho ya raunaq-e-bazar kahin bhi jaun
be-qarari to kisi ja nahin rahne deti

band kar lun to ajab naqsh nazar aate hain
aankh mahrum-e-tamasha nahin rahne deti

KHwahish-e-zar ki hawa dil ke siyah-KHane mein
ek diya hai jise jalta nahin rahne deti

(1251) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti written by Farasat Rizwi at UrduPoint. Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti is one of the masterpieces written by Farasat Rizwi. You can also find the complete poetry collection of Farasat Rizwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farasat Rizwi' above.

Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Se KHwab Ka Rishta Nahin Rahne Deti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.