Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Farman Ziyai Sirojni

Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farman Ziyai Sirojni. Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمانے کی بدلی نظر دیکھتے ہیں

فرمان ضیائی سروجنی

زمانے کی بدلی نظر دیکھتے ہیں

تو ہم خود کو سینہ سپر دیکھتے ہیں

نگاہوں میں وہ جلوہ گر ہو گئے ہیں

انہیں دیکھتے ہیں جدھر دیکھتے ہیں

جب آتے ہیں خود آگہی پر تو پھر ہم

نہ در دیکھتے ہیں نہ سر دیکھتے ہیں

چلے آؤ جلوہ بہ جلوہ کہ ہم بھی

کہاں تک ہے تاب نظر دیکھتے ہیں

جو اپنی حقیقت کو پہچانتے ہیں

وہ فرمانؔ کی رہ گزر دیکھتے ہیں

فرمان ضیائی سروجنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain

Farman Ziyai Sirojni

zamane ki badli nazar dekhte hain
to hum KHud ko sina-sipar dekhte hain

nigahon mein wo jalwa-gar ho gae hain
unhen dekhte hain jidhar dekhte hain

jab aate hain KHud-agahi par to phir hum
na dar dekhte hain na sar dekhte hain

chale aao jalwa-ba-jalwa ki hum bhi
kahan tak hai tab-e-nazar dekhte hain

jo apni haqiqat ko pahchante hain
wo 'farman' ki rahguzar dekhte hain

(840) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain written by Farman Ziyai Sirojni at UrduPoint. Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Farman Ziyai Sirojni. You can also find the complete poetry collection of Farman Ziyai Sirojni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farman Ziyai Sirojni' above.

Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamane Ki Badli Nazar Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.