Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae, Urdu Ghazal By Farooq Engineer

Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Engineer. Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے ایسا وقت کہ خود پر کرم کیا جائے

فاروق انجینئر

ہے ایسا وقت کہ خود پر کرم کیا جائے

ضرورتوں کو ذرا اپنی کم کیا جائے

ہو اپنی آنکھوں میں ہر دم وہ ایک ہی چہرہ

سو اپنی آنکھوں پہ ایسا ہی دم کیا جائے

قبولیت کا سبب ایک یہ بھی ہو شاید

دعا کے وقت میں آنکھوں کو نم کیا جائے

وہ ساتھ چھوڑ گیا تو ملال کیا اس کا

بچھڑ گیا جو کہیں اس کا غم کیا جائے

کیا ہے ہم نے زمانے کا احترام بہت

کچھ اپنی ذات کو اب محترم کیا جائے

یہ داستان محبت تو خوب ہے فاروقؔ

کوئی فسانہ لہو سے رقم کیا جائے

فاروق انجینئر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae

Farooq Engineer

hai aisa waqt ki KHud par karam kiya jae
zaruraton ko zara apni kam kiya jae

ho apni aankhon mein har-dam wo ek hi chehra
so apni aankhon pe aisa hi dam kiya jae

qubuliyat ka sabab ek ye bhi ho shayad
dua ke waqt mein aankhon ko nam kiya jae

wo sath chhoD gaya to malal kya is ka
bichhaD gaya jo kahin us ka gham kiya jae

kiya hai hum ne zamane ka ehtiram bahut
kuchh apni zat ko ab mohtaram kiya jae

ye dastan-e-mohabbat to KHub hai 'faruq'
koi fasana lahu se raqam kiya jae

(695) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae written by Farooq Engineer at UrduPoint. Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae is one of the masterpieces written by Farooq Engineer. You can also find the complete poetry collection of Farooq Engineer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Engineer' above.

Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Aisa Waqt Ki KHud Par Karam Kiya Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.