Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi, Urdu Ghazal By Farooq Shakeel

Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Shakeel. Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستی میں دل جو ٹوٹا دشمنی اچھی لگی

فاروق شکیل

دوستی میں دل جو ٹوٹا دشمنی اچھی لگی

روشنی میں لٹ گئے تو تیرگی اچھی لگی

دیکھ کر اونچے مکانوں میں امیروں کے چلن

ہم کو اپنی جھونپڑی میں مفلسی اچھی لگی

زندگی سے کوئی دلچسپی نہ تھی ہم کو مگر

حادثے میں بچ گئے تو زندگی اچھی لگی

خیر سے اس کی جواں بیٹی جو رخصت ہو گئی

آج برسوں بعد اس کو نیند بھی اچھی لگی

تھا ہمارے ساتھ منزل کا تصور اے شکیلؔ

دوپہر کی چلچلاتی دھوپ بھی اچھی لگی

فاروق شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi

Farooq Shakeel

dosti mein dil jo TuTa dushmani achchhi lagi
raushni mein luT gae to tirgi achchhi lagi

dekh kar unche makanon mein amiron ke chalan
hum ko apni jhonpDi mein muflisi achchhi lagi

zindagi se koi dilchaspi na thi hum ko magar
hadse mein bach gae to zindagi achchhi lagi

KHair se us ki jawan beTi jo ruKHsat ho gai
aaj barson baad us ko nind bhi achchhi lagi

tha hamare sath manzil ka tasawwur ai 'shakil'
dopahar ki chilchilati dhup bhi achchhi lagi

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi written by Farooq Shakeel at UrduPoint. Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi is one of the masterpieces written by Farooq Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Farooq Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Shakeel' above.

Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dosti Mein Dil Jo TuTa Dushmani Achchhi Lagi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.