BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin, Urdu Ghazal By Farooq Siddiqui

BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Siddiqui. BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھٹک رہی ہے اندھیرے میں زندگی تو نہیں

فاروق صدیقی

بھٹک رہی ہے اندھیرے میں زندگی تو نہیں

وہ جس کو ڈھونڈ رہا ہوں کہیں وہی تو نہیں

دکھائی دیتا ہے اب بھی دھواں دھواں ہر سو

لگی تھی آگ جو گھر میں ابھی بجھی تو نہیں

بھٹک رہی ہے جو کرب و الم کے صحرا میں

اسے پکار کے دیکھو وہ زندگی تو نہیں

وہ لاش دیکھ کے دشمن کی رو دیا آخر

ہزار کچھ ہو یہ انسانیت مری تو نہیں

نہیں ہے دولت دنیا تو غم نہیں فاروقؔ

متاع درد کا ہم سے کوئی دھنی تو نہیں

فاروق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin

Farooq Siddiqui

bhaTak rahi hai andhere mein zindagi to nahin
wo jis ko DhunD raha hun kahin wahi to nahin

dikhai deta hai ab bhi dhuan dhuan har su
lagi thi aag jo ghar mein abhi bujhi to nahin

bhaTak rahi hai jo karb-o-alam ke sahra mein
use pukar ke dekho wo zindagi to nahin

wo lash dekh ke dushman ki ro diya aaKHir
hazar kuchh ho ye insaniyat mari to nahin

nahin hai daulat-e-duniya to gham nahin 'faruq'
mata-e-dard ka hum se koi dhani to nahin

(676) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin written by Farooq Siddiqui at UrduPoint. BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin is one of the masterpieces written by Farooq Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Farooq Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Siddiqui' above.

BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like BhaTak Rahi Hai Andhere Mein Zindagi To Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.