Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha, Urdu Ghazal By Fazil Ansari

Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fazil Ansari. Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادیب تھا نہ میں کوئی بڑا صحافی تھا

فاضل انصاری

ادیب تھا نہ میں کوئی بڑا صحافی تھا

زمانہ پھر بھی مرے فن کا اعترافی تھا

مجھے بھی زہر دیا کیوں نہ حق بیانی پر

کہ یہ گناہ تو نا قابل معافی تھا

کسی سے ایک بھی فطرت کا راز کھل نہ سکا

اگرچہ دور زمانے کا انکشافی تھا

مصیبتوں نے تو ناحق اٹھائیں تکلیفیں

مجھے مٹانے کو میرا شباب کافی تھا

دل و نظر نہ الجھتے تو حل نکل آتا

ہزار مسئلۂ دید اختلافی تھا

وہ میری رائے سے تو متفق تھا اے فاضلؔ

ظریف کار مگر اس کا انحرافی تھا

فاضل انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha

Fazil Ansari

adib tha na main koi baDa sahafi tha
zamana phir bhi mere fan ka e'tirafi tha

mujhe bhi zahr diya kyun na haq-bayani par
ki ye gunah to na-qabil-e-muafi tha

kisi se ek bhi fitrat ka raaz khul na saka
agarche daur zamane ka inkishafi tha

musibaton ne to nahaq uThain taklifen
mujhe miTane ko mera shabab kafi tha

dil-o-nazar na ulajhte to hal nikal aata
hazar masala-e-did iKHtilafi tha

wo meri rae se to muttafiq tha ai 'fazil'
zarif-kar magar us ka inhirafi tha

(1393) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha written by Fazil Ansari at UrduPoint. Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha is one of the masterpieces written by Fazil Ansari. You can also find the complete poetry collection of Fazil Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fazil Ansari' above.

Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Adib Tha Na Main Koi BaDa Sahafi Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.