Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta, Urdu Ghazal By Fazl Lakhnavi

Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fazl Lakhnavi. Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں تو آنسو کو سکوں تک نہیں ملتا (ردیف .. ر)

فضل لکھنوی

آنکھوں میں تو آنسو کو سکوں تک نہیں ملتا

دامن پہ جب آتا ہے تو ہوتا ہے رواں اور

اے قوت پرواز ذرا اور سہارا

سنتے ہیں ستاروں میں ہیں آباد جہاں اور

گہرا ہو اگر سجدہ تو کھنچ آتے ہیں جلوے

پیشانیٔ عالم پہ ابھرتا ہے نشاں اور

تقسیم اگر ہوتا ہے شعلوں میں نشیمن

جلتے ہوئے تنکوں سے لپٹتا ہے دھواں اور

ہو رنگ پہ محفل تو بدلتی ہیں فضائیں

اے فضلؔ سنور جاتا ہے انداز بیاں اور

فضل لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta

Fazl Lakhnavi

aankhon mein to aansu ko sukun tak nahin milta
daman pe jab aata hai to hota hai rawan aur

ai quwwat-e-parwaz zara aur sahaara
sunte hain sitaron mein hain aabaad jahan aur

gahra ho agar sajda to khinch aate hain jalwe
peshani-e-alam pe ubharta hai nishan aur

taqsim agar hota hai shoalon mein nasheman
jalte hue tinkon se lipaTta hai dhuan aur

ho rang pe mahfil to badalti hain fazaen
ai 'fazl' sanwar jata hai andaz-e-bayan aur

(471) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta written by Fazl Lakhnavi at UrduPoint. Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta is one of the masterpieces written by Fazl Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Fazl Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fazl Lakhnavi' above.

Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein To Aansu Ko Sukun Tak Nahin Milta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.