Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha, Urdu Ghazal By Fuzail Jafri

Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fuzail Jafri. Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آتش فشاں زباں ہی نہیں تھی بدن بھی تھا

فضیل جعفری

آتش فشاں زباں ہی نہیں تھی بدن بھی تھا

دریا جو منجمد ہے کبھی موجزن بھی تھا

میں اپنی خواہشوں سے وفادار تھا سو ہوں

غم ورنہ دل خراش بھی خواہش شکن بھی تھا

کالے خموش پانی کو احساس تک نہیں

چہرے پہ مرنے والے کے اک بانکپن بھی تھا

کس طرح مہر و ماہ کو کرتے الگ فضیلؔ

شعلہ نفس جو تھا وہی گل پیرہن بھی تھا

فضیل جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha

Fuzail Jafri

aatish-fishan zaban hi nahin thi badan bhi tha
dariya jo munjamid hai kabhi maujzan bhi tha

main apni KHwahishon se wafadar tha so hun
gham warna dil-KHarash bhi KHwahish-shikan bhi tha

kale KHamosh pani ko ehsas tak nahin
chehre pe marne wale ke ek bankpan bhi tha

kis tarah mahr o mah ko karte alag 'fuzail'
shoala-nafas jo tha wahi gul-pairahan bhi tha

(600) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha written by Fuzail Jafri at UrduPoint. Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha is one of the masterpieces written by Fuzail Jafri. You can also find the complete poetry collection of Fuzail Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fuzail Jafri' above.

Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aatish-fishan Zaban Hi Nahin Thi Badan Bhi Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.