Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai, Urdu Ghazal By G R Kanwal

Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, G R Kanwal. Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بحر و بر میں کلام اس کا ہے

جی آر کنول

بحر و بر میں کلام اس کا ہے

ذکر اس کا ہے نام اس کا ہے

سب کو دیتا ہے وہ شراب اپنی

ہے جو گردش میں جام اس کا ہے

محو حیرت ہیں دیکھنے والے

اتنا اونچا مقام اس کا ہے

ہے وہی حرف حرف تابندہ

جس کے اندر پیام اس کا ہے

وہ ہے غائب مگر ازل ہی سے

ہر قدم پر نظام اس کا ہے

رہ گزر اس کے قافلے اس کے

رخش بھی تیز گام اس کا ہے

ہم تو سب عارضی مسافر ہیں

جاودانی قیام اس کا ہے

کارگاہوں میں دست و پا اس کے

ان سے وابستہ کام اس کا ہے

کائنات اس کی بے کراں ہے کنولؔ

جس میں سب اہتمام اس کا ہے

جی آر کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai

G R Kanwal

bahr-o-bar mein kalam us ka hai
zikr us ka hai nam us ka hai

sab ko deta hai wo sharab apni
hai jo gardish mein jam us ka hai

mahw-e-hairat hain dekhne wale
itna uncha maqam us ka hai

hai wahi harf harf tabinda
jis ke andar payam us ka hai

wo hai ghaeb magar azal hi se
har qadam par nizam us ka hai

rahguzar us ke qafile us ke
raKHsh bhi tez gam us ka hai

hum to sab aarzi musafir hain
jawedani qiyam us ka hai

kar-gahon mein dast-o-pa us ke
un se wabasta kaam us ka hai

kaenat us ki be-karan hai 'kanwal'
jis mein sab ehtimam us ka hai

(533) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai written by G R Kanwal at UrduPoint. Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai is one of the masterpieces written by G R Kanwal. You can also find the complete poetry collection of G R Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of G R Kanwal' above.

Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahr-o-bar Mein Kalam Us Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.