Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai, Urdu Ghazal By G R Kanwal

Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, G R Kanwal. Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب وہی لیکن نظارا اور ہے

جی آر کنول

شب وہی لیکن نظارا اور ہے

روشنی کم ہے ستارا اور ہے

کشتیاں تو ایک جیسی ہیں تمام

ہیں الگ دریا کنارا اور ہے

اس طرف لہروں کا منظر ہے الگ

اس طرف پانی کا دھارا اور ہے

مشترک ہیں منزلیں لیکن سفر

ہے جدا ان کا ہمارا اور ہے

پہلے کہتے تھے صنم کو ماہتاب

عہد نو کا استعارا اور ہے

روح کے دم سے ہے اس کی کائنات

جسم کو کس کا سہارا اور ہے

بن رہا ہے اب جو دھرتی پہ کنولؔ

وہ جہاں سارے کا سارا اور ہے

جی آر کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai

G R Kanwal

shab wahi lekin nazara aur hai
raushni kam hai sitara aur hai

kashtiyan to ek jaisi hain tamam
hain alag dariya kinara aur hai

is taraf lahron ka manzar hai alag
us taraf pani ka dhaara aur hai

mushtarak hain manzilen lekin safar
hai juda un ka hamara aur hai

pahle kahte the sanam ko mahtab
ahd-e-nau ka istiara aur hai

ruh ke dam se hai us ki kaenat
jism ko kis ka sahaara aur hai

ban raha hai ab jo dharti pe 'kanwal'
wo jahan sare ka sara aur hai

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai written by G R Kanwal at UrduPoint. Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai is one of the masterpieces written by G R Kanwal. You can also find the complete poetry collection of G R Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of G R Kanwal' above.

Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab Wahi Lekin Nazara Aur Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.