Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein, Urdu Ghazal By G R Kanwal

Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, G R Kanwal. Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دکھا کے اپنی حسیں آن بان پل بھر میں

جی آر کنول

دکھا کے اپنی حسیں آن بان پل بھر میں

وہ دور کر گیا میری تھکان پل بھر میں

بغیر آگ لگائے بھی کچھ حسینوں نے

جلا دئے ہیں کئی جسم و جان پل بھر میں

تمام لوگ اسی ڈر میں مر رہے ہیں یہاں

بچھڑ نہ جائیں زمیں آسمان پل بھر میں

نماز عشق بھی پڑھتا وہ کاش رک جاتا

جو دے گیا مرے دل میں اذان پل بھر میں

وہ بے زبان تھا لیکن یہ واقعہ ہے کنولؔ

سنا گیا ہے کوئی داستان پل بھر میں

جی آر کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein

G R Kanwal

dikha ke apni hasin aan-ban pal bhar mein
wo dur kar gaya meri thakan pal bhar mein

baghair aag lagae bhi kuchh hasinon ne
jala diye hain kai jism-o-jaan pal bhar mein

tamam log isi Dar mein mar rahe hain yahan
bichhaD na jaen zamin aasman pal bhar mein

namaz-e-ishq bhi paDhta wo kash ruk jata
jo de gaya mere dil mein azan pal bhar mein

wo be-zaban tha lekin ye waqia hai 'kanwal'
suna gaya hai koi dastan pal bhar mein

(650) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein written by G R Kanwal at UrduPoint. Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein is one of the masterpieces written by G R Kanwal. You can also find the complete poetry collection of G R Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of G R Kanwal' above.

Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dikha Ke Apni Hasin Aan-ban Pal Bhar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.