Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By G R Kanwal

Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, G R Kanwal. Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر نہیں رہ گزر میں رہتا ہے

جی آر کنول

گھر نہیں رہ گزر میں رہتا ہے

پاؤں میرا سفر میں رہتا ہے

وہ چلا جائے تو بھی پہروں تک

اس کا چہرہ نظر میں رہتا ہے

جا چکا ہے جو بزم ہستی سے

وہ بھی دیوار و در میں رہتا ہے

چارہ گر کا کرم تو ہے پھر بھی

درد ہی درد سر میں رہتا ہے

جس نے تشکیل کی ہے میری کنولؔ

میرے قلب و جگر میں رہتا ہے

جی آر کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai

G R Kanwal

ghar nahin rahguzar mein rahta hai
panw mera safar mein rahta hai

wo chala jae to bhi pahron tak
us ka chehra nazar mein rahta hai

ja chuka hai jo bazm-e-hasti se
wo bhi diwar-o-dar mein rahta hai

chaaragar ka karam to hai phir bhi
dard hi dard sar mein rahta hai

jis ne tashkil ki hai meri 'kanwal'
mere qalb-o-jigar mein rahta hai

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai written by G R Kanwal at UrduPoint. Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by G R Kanwal. You can also find the complete poetry collection of G R Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of G R Kanwal' above.

Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Nahin Rahguzar Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.