Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum, Urdu Ghazal By Geeta Thakur Raushni

Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Geeta Thakur Raushni. Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہتے نہیں ہیں حال کسی راز داں سے ہم

گیتا ٹھاکر روشنی

کہتے نہیں ہیں حال کسی راز داں سے ہم

واقف ہوئے ہیں جب سے فریب جہاں سے ہم

آئے گی پھر نہ صحن‌ چمن میں کبھی بہار

اٹھ کر چلے گئے جو کہیں گلستاں سے ہم

منزل تمام عمر ہمیں ڈھونڈھتی رہی

شاید بچھڑ گئے تھے رہ کارواں سے ہم

گردش نے جس کی ہم کو فسانہ بنا دیا

ٹکرائے بار بار اسی آسماں سے ہم

پائی دل و نگاہ نے اس جا سے روشنیؔ

سر کس طرح اٹھائیں ترے آستاں سے ہم

گیتا ٹھاکر روشنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum

Geeta Thakur Raushni

kahte nahin hain haal kisi raazdan se hum
waqif hue hain jab se fareb-e-jahan se hum

aaegi phir na sahn-e-chaman mein kabhi bahaar
uTh kar chale gae jo kahin gulsitan se hum

manzil tamam umr hamein DhunDhti rahi
shayad bichhaD gae the rah-e-karwan se hum

gardish ne jis key hum ko fasana bana diya
Takrae bar bar usi aasman se hum

pai dil-o-nigah ne is ja se 'raushni'
sar kis tarah uThaen tere aastan se hum

(726) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum written by Geeta Thakur Raushni at UrduPoint. Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum is one of the masterpieces written by Geeta Thakur Raushni. You can also find the complete poetry collection of Geeta Thakur Raushni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Geeta Thakur Raushni' above.

Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahte Nahin Hain Haal Kisi Raazdan Se Hum, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.