Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib, Urdu Ghazal By Guhar Khairabadi

Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Guhar Khairabadi. Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم نہیں جو لٹ گئے ہم آ کے منزل کے قریب

گہر خیرآبادی

غم نہیں جو لٹ گئے ہم آ کے منزل کے قریب

جانے کتنی کشتیاں ڈوبی ہیں ساحل کے قریب

سرفروشی میری کوئی رنگ دکھلا جائے گی

آ گیا ہوں یہ ارادہ لے کے قاتل کے قریب

صرف دل کی بے حسی تھی فاصلہ کچھ بھی نہ تھا

جب کیا احساس پایا آپ کو دل کے قریب

تم نے جو رکھا یوں ہی تخریب کارانہ مزاج

کون آنے دے گا تم کو اپنی محفل کے قریب

رکتے ہیں کب روکنے سے موج طوفاں کے گہرؔ

حوصلے والے پہنچ جاتے ہیں ساحل کے قریب

گہر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib

Guhar Khairabadi

gham nahin jo luT gae hum aa ke manzil ke qarib
jaane kitni kashtiyan Dubi hain sahil ke qarib

sarfaroshi meri koi rang dikhla jaegi
aa gaya hun ye irada le ke qatil ke qarib

sirf dil ki be-hisi thi fasla kuchh bhi na tha
jab kiya ehsas paya aap ko dil ke qarib

tum ne jo rakkha yun hi taKHrib-karana mizaj
kaun aane dega tum ko apni mahfil ke qarib

rukte hain kab rokne se mauj-e-tufan ke 'guhar'
hausle wale pahunch jate hain sahil ke qarib

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib written by Guhar Khairabadi at UrduPoint. Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib is one of the masterpieces written by Guhar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Guhar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Guhar Khairabadi' above.

Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Nahin Jo LuT Gae Hum Aa Ke Manzil Ke Qarib, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.