Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha, Urdu Ghazal By Guhar Khairabadi

Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Guhar Khairabadi. Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ورق ورق جو زمانے کے شاہکار میں تھا

گہر خیرآبادی

ورق ورق جو زمانے کے شاہکار میں تھا

وہ زندگی کا صحیفہ بھی انتشار میں تھا

جسے میں ڈھونڈ رہا تھا نوائے بلبل میں

وہ نغمہ پیرہن گل کے تار تار میں تھا

میں قتل ہو کے زمانے میں سرفراز رہا

کہ میری جیت کا پہلو بھی میری ہار میں تھا

کلیجے سارے درختوں کے سہمے جاتے تھے

ہوا کا رخ تھا بھلا کس کے اختیار میں تھا

وہ نا شناس وفا سیج پر تھا پھولوں کی

میں آشنائے وفا دشت خار خار میں تھا

دیار غیر میں حاصل تھیں شہرتیں مجھ کو

میں اجنبی کی طرح اپنے ہی دیار میں تھا

سمجھ رہا تھا میں خوابیدہ خود کو ساحل پر

کھلی جب آنکھ تو دریا کی تیز دھار میں تھا

نگاہ والوں میں اس کا بھرم نہ رہ پایا

وہ سنگ تھا مگر آئینوں کی قطار میں تھا

محبتیں تھیں مرے اختیار میں لیکن

محبتوں کا صلہ اس کے اختیار میں تھا

چمک رہا وہی گوہر وفا بن کر

گہرؔ جو اشک مری چشم انتظار میں تھا

گہر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha

Guhar Khairabadi

waraq waraq jo zamane ke shahkar mein tha
wo zindagi ka sahifa bhi intishaar mein tha

jise main DhunD raha tha nawa-e-bulbul mein
wo naghma pairahan-e-gul ke tar tar mein tha

main qatl ho ke zamane mein sarfaraaz raha
ki meri jit ka pahlu bhi meri haar mein tha

kaleje sare daraKHton ke sahme jate the
hawa ka ruKH tha bhala kis ke iKHtiyar mein tha

wo na-shanas-wafa sej par tha phulon ki
main aashna-e-wafa dasht-e-KHar-KHar mein tha

dayar-e-ghair mein hasil thin shohraten mujh ko
main ajnabi ki tarah apne hi dayar mein tha

samajh raha tha main KHwabida KHud ko sahil par
khuli jab aankh to dariya ki tez dhaar mein tha

nigah walon mein us ka bharam na rah paya
wo sang tha magar aainon ki qatar mein tha

mohabbaten thin mere iKHtiyar mein lekin
mohabbaton ka sila us ke iKHtiyar mein tha

chamak raha wahi gauhar-e-wafa ban kar
'guhar' jo ashk meri chashm-e-intizar mein tha

(719) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha written by Guhar Khairabadi at UrduPoint. Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha is one of the masterpieces written by Guhar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Guhar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Guhar Khairabadi' above.

Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waraq Waraq Jo Zamane Ke Shahkar Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.