ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar, Urdu Ghazal By Guhar Khairabadi

ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Guhar Khairabadi. ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

توڑ کر شیشۂ دل کو مرے برباد نہ کر

گہر خیرآبادی

توڑ کر شیشۂ دل کو مرے برباد نہ کر

اس طرح مجھ پہ ستم اے ستم ایجاد نہ کر

یہ نگہ لطف کی ہے اس سے نہ کر قتل مجھے

چشم جاں بخش کو یوں خنجر جلاد نہ کر

روئے روشن کی کبھی دید مجھے بھی دیدے

رہ کے پوشیدہ مجھے مضطر و ناشاد نہ کر

تیرے ہی دل کا اگر گوشہ قفس ہے صیاد

پھر تو ہرگز مجھے اس قید سے آزاد نہ کر

جب یہاں سنتا نہیں تیری فغاں کوئی گہرؔ

مصلحت جان خموشی ہی میں فریاد نہ کر

گہر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar

Guhar Khairabadi

toD kar shisha-e-dil ko mere barbaad na kar
is tarah mujh pe sitam ai sitam-ijad na kar

ye nigah lutf ki hai is se na kar qatl mujhe
chashm-e-jaan-baKHsh ko yun KHanjar-e-jallad na kar

ru-e-raushan ki kabhi did mujhe bhi dide
rah ke poshida mujhe muztar-o-nashad na kar

tere hi dil ka agar gosha qafas hai sayyaad
phir to hargiz mujhe is qaid se aazad na kar

jab yahan sunta nahin teri fughan koi 'guhar'
maslahat jaan KHamoshi hi mein fariyaad na kar

(775) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar written by Guhar Khairabadi at UrduPoint. ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar is one of the masterpieces written by Guhar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Guhar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Guhar Khairabadi' above.

ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like ToD Kar Shisha-e-dil Ko Mere Barbaad Na Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.