Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai, Urdu Nazam By H B Baloch

Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, H B Baloch. Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے ڈھونڈنا بڑا آسان ہے

ایچ بی بلوچ

میں جلتا رہتا ہوں

دو حصوں میں

میں جینے کی کوشش نہیں کرتا

لوگ مجھے جینا چاہتے ہیں

یوں ہی بکھرے وجودوں میں

وہ مجھے چن چن کر اوڑھ لیتے ہیں

بھوکے پیٹوں بے حیات پوروں میں

کوئی لفظ نہیں ہوتا

جانے کیوں میں ان کی زبان کی گالی بن جاتا ہوں

میں ننگ نفس میں اٹھتا ہوں

بیٹھتا ہوں

کوئی غیر مرئی قوت

مجھے اپنے طبقے سے چپکائے رکھتی ہے

جب کبھی میں خود کو

ان سے

الگ کرنا چاہتا ہوں

ہمیشہ کی طرح دروازے کے باہر رہ جاتا ہوں

مجھے ڈھونڈھنا بڑا آسان ہے

مجھے ڈھونڈنے کے لئے

ہر حکمران اپنی لغت رکھتا ہے

ایچ بی بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai

H B Baloch

main jalta rahta hun
do hisson mein
main jine ki koshish nahin karta
log mujhe jina chahte hain
yunhi bikhre wajudon mein
wo mujhe chun chun kar oDh lete hain
bhuke peTon be-hayat poron mein
koi lafz nahin hota
jaane kyon main un ki zaban ki gali ban jata hun
main nang-e-nafas mein uThta hun
baiThta hun
koi ghair-mari quwwat
mujhe apne tabqe se chipkae rakhti hai
jab kabhi main KHud ko
un se
alag karna chahta hun
hamesha ki tarah darwaze ke bahar rah jata hun
mujhe DhunDhna baDa aasan hai
mujhe DhunDne ke liye
har hukmran apni lughat rakhta hai

(778) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai written by H B Baloch at UrduPoint. Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai is one of the masterpieces written by H B Baloch. You can also find the complete poetry collection of H B Baloch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of H B Baloch' above.

Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Mujhe DhunDna BaDa Aasan Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.