KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe, Urdu Ghazal By Haidar Qureshi

KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haidar Qureshi. KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خموش آنکھوں سے کرتا رہا سوال مجھے

حیدر قریشی

خموش آنکھوں سے کرتا رہا سوال مجھے

وہ آ کے کہہ نہ سکا اپنے دل کا حال مجھے

کبھی تو خود کو بھی پہچاننے کی کوشش کر

حصار ذات سے آ کر کبھی نکال مجھے

یہ بے یقینی کا گہرا سکوت تو ٹوٹے

فریب دے کوئی خوش فہمیوں میں ڈال مجھے

وہ نام لکھوں تو لفظوں سے خوشبوئیں اٹھیں

وہ دے گیا جو مہکتے ہوئے خیال مجھے

گئے زمانے لئے پھر وہ آ گیا حیدرؔ

بکھر نہ جاؤں کہیں پھر ذرا سنبھال مجھے

حیدر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe

Haidar Qureshi

KHamosh aankhon se karta raha sawal mujhe
wo aa ke kah na saka apne dil ka haal mujhe

kabhi to KHud ko bhi pahchanne ki koshish kar
hisar-e-zat se aa kar kabhi nikal mujhe

ye be-yaqini ka gahra sukut to TuTe
fareb de koi KHush-fahmiyon mein Dal mujhe

wo nam likkhun to lafzon se KHushbuen uTThen
wo de gaya jo mahakte hue KHayal mujhe

gae zamane liye phir wo aa gaya 'haidar'
bikhar na jaun kahin phir zara sambhaal mujhe

(785) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe written by Haidar Qureshi at UrduPoint. KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe is one of the masterpieces written by Haidar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Qureshi' above.

KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamosh Aankhon Se Karta Raha Sawal Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.