Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya, Urdu Ghazal By Haidar Qureshi

Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haidar Qureshi. Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے اس کے درمیاں جو فاصلہ رکھا گیا

حیدر قریشی

میرے اس کے درمیاں جو فاصلہ رکھا گیا

اس کے طے کرنے کو بھی اک راستہ رکھا گیا

عکس کھو جائیں اگر ہلکا سا کنکر بھی گرے

پانیوں میں ایک ایسا آئنا رکھا گیا

سب تقاضے ویسے پورے ہو گئے انصاف کے

بس فقط محفوظ میرا فیصلہ رکھا گیا

نارسائی کی اذیت ہی رہی اپنا نصیب

مل گئی روحیں تو جسموں کو جدا رکھا گیا

بھر کے آنکھوں میں سلگتے خواب اس کی یاد کے

مجھ کو سوتے میں بھی حیدرؔ جاگتا رکھا گیا

حیدر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya

Haidar Qureshi

mere us ke darmiyan jo fasla rakkha gaya
us ke tai karne ko bhi ek rasta rakkha gaya

aks kho jaen agar halka sa kankar bhi gire
paniyon mein ek aisa aaina rakkha gaya

sab taqaze waise pure ho gae insaf ke
bas faqat mahfuz mera faisla rakkha gaya

na-rasai ki aziyyat hi rahi apna nasib
mil gai ruhen to jismon ko juda rakkha gaya

bhar ke aaankhon mein sulagte KHwab us ki yaad ke
mujh ko sote mein bhi 'haidar' jagta rakkha gaya

(836) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya written by Haidar Qureshi at UrduPoint. Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya is one of the masterpieces written by Haidar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Qureshi' above.

Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Uske Darmiyan Jo Fasla Rakkha Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.