Dar-e-ummid Wa Nahin Hota, Urdu Ghazal By Hairat Farrukhabadi

Dar-e-ummid Wa Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hairat Farrukhabadi. Dar-e-ummid Wa Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dar-e-ummid Wa Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

در امید وا نہیں ہوتا

حیرت فرخ آبادی

در امید وا نہیں ہوتا

اب وہ جلوہ نما نہیں ہوتا

کتنی پر لطف زیست ہوتی ہے

جب کوئی آسرا نہیں ہوتا

آنکھ سے گر گیا ہو جو آنسو

وہ کسی کام کا نہیں ہوتا

خود گریباں میں جھانک کر دیکھا

کوئی انساں برا نہیں ہوتا

تو سبھی کا ہے اک ہمارے سوا

ہم سے بس یہ گلہ نہیں ہوتا

وہی ہوتا نہیں جو ہم چاہیں

ورنہ ہونے کو کیا نہیں ہوتا

جان کر میں خموش ہوں حیرتؔ

مجھ سے اس کا گلہ نہیں ہوتا

حیرت فرخ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dar-e-ummid Wa Nahin Hota

Hairat Farrukhabadi

dar-e-ummid wa nahin hota
ab wo jalwa-numa nahin hota

kitni pur-lutf zist hoti hai
jab koi aasra nahin hota

aankh se gir gaya ho jo aansu
wo kisi kaam ka nahin hota

KHud gareban mein jhank kar dekha
koi insan bura nahin hota

tu sabhi ka hai ek hamare siwa
hum se bas ye gila nahin hota

wahi hota nahin jo hum chahen
warna hone ko kya nahin hota

jaan kar main KHamosh hun 'hairat'
mujh se us ka gila nahin hota

(708) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dar-e-ummid Wa Nahin Hota written by Hairat Farrukhabadi at UrduPoint. Dar-e-ummid Wa Nahin Hota is one of the masterpieces written by Hairat Farrukhabadi. You can also find the complete poetry collection of Hairat Farrukhabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hairat Farrukhabadi' above.

Dar-e-ummid Wa Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dar-e-ummid Wa Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.