Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista, Urdu Ghazal By Hamza Yaqub

Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamza Yaqub. Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہاں تک بچ سکو گے ہم سفر آہستہ آہستہ

حمزہ یعقوب

کہاں تک بچ سکو گے ہم سفر آہستہ آہستہ

نگل جاتا ہے کشتی کو بھنور آہستہ آہستہ

بہت مشکل ہے پہلے وار میں گردن اتر جائے

میں اس کو چھوڑ جاؤں گا مگر آہستہ آہستہ

ہمارے آنسوؤں کے سامنے کوئی نہ ٹک پایا

اکھڑنے لگ گئے دیوار و در آہستہ آہستہ

میں اک دن کانپتے ہاتھوں سے اس کا جسم چھو لوں گا

نکل جاتے ہیں دل سے سارے ڈر آہستہ آہستہ

میں روتا ہوں مگر جذبات بے قابو نہیں ہوتے

ہوا چلتی تو ہے صحرا میں پر آہستہ آہستہ

حمزہ یعقوب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista

Hamza Yaqub

kahan tak bach sakoge ham-safar aahista aahista
nigal jata hai kashti ko bhanwar aahista aahista

bahut mushkil hai pahle war mein gardan utar jae
main us ko chhoD jaunga magar aahista aahista

hamare aansuon ke samne koi na Tik paya
ukhaDne lag gae diwar-o-dar aahista aahista

main ek din kanpte hathon se us ka jism chhu lunga
nikal jate hain dil se sare Dar aahista aahista

main rota hun magar jazbaat be-qabu nahin hote
hawa chalti to hai sahra mein par aahista aahista

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista written by Hamza Yaqub at UrduPoint. Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista is one of the masterpieces written by Hamza Yaqub. You can also find the complete poetry collection of Hamza Yaqub by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamza Yaqub' above.

Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahan Tak Bach Sakoge Ham-safar Aahista Aahista, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.