Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho, Urdu Ghazal By Hamza Yaqub

Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamza Yaqub. Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹکرانے سے جو آگ اٹھی تھی اسی کا ہو

حمزہ یعقوب

ٹکرانے سے جو آگ اٹھی تھی اسی کا ہو

شاید کہیں پہ نقش تری روشنی کا ہو

لاکھوں طرح کی زندگی آباد ہے یہاں

ہر مسئلہ ضروری نہیں آدمی کا ہو

ناگاہ اس بدن سے لپٹتا ہوں بار بار

شاید یہی علاج مری بیکلی کا ہو

ہر چیز سے زیادہ ہے نسبت کی اہمیت

پتھر بھی کوئی مارے تو اس کی گلی کا ہو

شرکت ضروری ہوتی ہے تکمیل کے لیے

میں بھی کسی کا ہو گیا تو بھی کسی کا ہو

ساقی گری تو آتی ہے سب کو بقدر ظرف

ہونا ہے امتحان تو پھر دلبری کا ہو

حمزہ یعقوب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho

Hamza Yaqub

Takrane se jo aag uThi thi usi ka ho
shayad kahin pe naqsh teri raushni ka ho

lakhon tarah ki zindagi aabaad hai yahan
har masala zaruri nahin aadmi ka ho

nagah us badan se lipaTta hun bar bar
shayad yahi ilaj meri bekali ka ho

har chiz se ziyaada hai nisbat ki ahmiyat
patthar bhi koi mare to us ki gali ka ho

shirkat zaruri hoti hai takmil ke liye
main bhi kisi ka ho gaya tu bhi kisi ka ho

saqi-gari to aati hai sab ko ba-qadr-e-zarf
hona hai imtihan to phir dilbari ka ho

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho written by Hamza Yaqub at UrduPoint. Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho is one of the masterpieces written by Hamza Yaqub. You can also find the complete poetry collection of Hamza Yaqub by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamza Yaqub' above.

Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Takrane Se Jo Aag UThi Thi Usi Ka Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.