Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha, Urdu Ghazal By Hanif Tarin

Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hanif Tarin. Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گردش کی رقابت سے جھگڑے کے لیے تھا

حنیف ترین

گردش کی رقابت سے جھگڑے کے لیے تھا

جو عہد مرا تتلی پکڑنے کے لیے تھا

جس کے لیے صدیاں کئی تاوان میں دی ہیں

وہ لمحہ تو مٹی میں جکڑنے کے لیے تھا

حالات نے کی جان کے جب دست درازی

ہر صلح کا پہلو ہی جھگڑنے کے لیے تھا

منہ زوریاں کیوں مجھ سے سزا وار تھیں اس کو

پھیلاؤ جہاں اس کا سکڑنے کے لیے تھا

قربان تھیں بالیدگیاں نخل طلب پر

کیا جوش نمو آپ اکھڑنے کے لیے تھا

پانی نے جسے دھوپ کی مٹی سے بنایا

وہ دائرہ ربط بگڑنے کے لیے تھا

حنیف ترین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha

Hanif Tarin

gardish ki raqabat se jhagDe ke liye tha
jo ahd mera titli pakaDne ke liye tha

jis ke liye sadiyan kai tawan mein di hain
wo lamha to miTTi mein jakaDne ke liye tha

haalat ne ki jaan ke jab dast-daraazi
har sulh ka pahlu hi jhagaDne ke liye tha

munh zoriyan kyun mujh se saza-war thin us ko
phailao jahan us ka sukaDne ke liye tha

qurban thin baalidgiyan naKHl-e-talab par
kya josh-e-numu aap ukhaDne ke liye tha

pani ne jise dhup ki miTTi se banaya
wo daera-e-rabt bigaDne ke liye tha

(821) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha written by Hanif Tarin at UrduPoint. Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha is one of the masterpieces written by Hanif Tarin. You can also find the complete poetry collection of Hanif Tarin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hanif Tarin' above.

Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gardish Ki Raqabat Se JhagDe Ke Liye Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.