Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya, Urdu Ghazal By Harshal Ghafil

Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Harshal Ghafil. Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک جھونکا یاد کا مجھ کو اڑا کر لے گیا

ہرشل غافل

ایک جھونکا یاد کا مجھ کو اڑا کر لے گیا

رنگ چہرے کے سبھی جیسے چرا کر لے گیا

یہ تصور ہے ترا جیسے کوئی مانجھی صنم

ہاتھ تھاما شہر تیرے یہ بٹھا کر لے گیا

میں کسی ٹوٹے ہوئے سے پھول کی خوشبو جسے

کوئی عاشق اس کی کاپی میں چھپا کر لے گیا

فخر کے آنسو تھے اس دن ماں کی آنکھوں میں مری

جب میں اس کے پاس اس دن کچھ کما کر لے گیا

لوگ رشتوں کو نبھاتے ہیں کچھ ایسے آج کل

ڈال سے پھل جب کبھی چاہا جھکا کر لے گیا

ہرشل غافل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya

Harshal Ghafil

ek jhonka yaad ka mujh ko uDa kar le gaya
rang chehre ke sabhi jaise chura kar le gaya

ye tasawwur hai tera jaise koi manjhi sanam
hath thama shahr tere ye biTha kar le gaya

main kisi TuTe hue se phul ki KHushbu jise
koi aashiq us ki copy mein chhupa kar le gaya

faKHr ke aansu the us din man ki aankhon mein meri
jab main us ke pas us din kuchh kama kar le gaya

log rishton ko nibhate hain kuchh aise aaj-kal
Dal se phal jab kabhi chaha jhuka kar le gaya

(723) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya written by Harshal Ghafil at UrduPoint. Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya is one of the masterpieces written by Harshal Ghafil. You can also find the complete poetry collection of Harshal Ghafil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Harshal Ghafil' above.

Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Jhonka Yaad Ka Mujhko UDa Kar Le Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.