Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye, Urdu Ghazal By Haseeb Rehbar

Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haseeb Rehbar. Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بات حقیقت ہو بے خوف و خطر کہیے

حسیب رہبر

جو بات حقیقت ہو بے خوف و خطر کہیے

میں اس کا نہیں قائل شبنم کو گہر کہیے

لفظوں کی حرارت سے اجسام پگھل جائیں

سنجیدہ ذرا ہو کر اشعار اگر کہیے

اپنوں نے پلائے ہیں زہراب کے گھونٹ اکثر

ہونٹوں پہ جو خشکی ہے تلخی کا اثر کہیے

بازار تصنع کے جلووں کی نمائش کو

ٹوٹے ہوئے شیشوں کا ادنیٰ سا کھنڈر کہیے

جذبات کا خوں کر دوں احساس کچل ڈالوں

زخموں سے لہو ٹپکے سو بار اگر کہیے

تخلیق اجثا یا حافظؔ کی غزل رہبرؔ

جس سے ہو بقا فن کی معراج ہنر کہیے

حسیب رہبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye

Haseeb Rehbar

jo baat haqiqat ho be-KHauf-o-KHatar kahiye
main is ka nahin qail shabnam ko guhar kahiye

lafzon ki hararat se ajsam pighal jaen
sanjida zara ho kar ashaar agar kahiye

apnon ne pilae hain zahrab ke ghunT akasr
honTon pe jo KHushki hai talKHi ka asar kahiye

bazar-e-tasannoa ke jalwon ki numaish ko
TuTe hue shishon ka adna sa khanDar kahiye

jazbaat ka KHun kar dun ehsas kuchal Dalun
zaKHmon se lahu Tapke sau bar agar kahiye

taKHliq-e-ajussa ya 'hafiz' ki ghazal 'rahbar'
jis se ho baqa fan ki mearaj-e-hunar kahiye

(1147) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye written by Haseeb Rehbar at UrduPoint. Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye is one of the masterpieces written by Haseeb Rehbar. You can also find the complete poetry collection of Haseeb Rehbar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haseeb Rehbar' above.

Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Baat Haqiqat Ho Be-KHauf-o-KHatar Kahiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.