Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar, Urdu Ghazal By Hasrat Azimabadi

Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasrat Azimabadi. Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جان کر کہتا ہے ہم سے اپنے جانے کی خبر

حسرتؔ عظیم آبادی

جان کر کہتا ہے ہم سے اپنے جانے کی خبر

جی ڈوبا دیتی ہے میرا یہ بہانے کی خبر

اس چمن میں کون ہے دل سوز اپنا تجھ سوا

رکھیو ٹک اے برق میرے آشیانے کی خبر

پوچھتا نیں اپنے کوچے میں تو میرا حال ہائے

لے تھی لیلیٰ دشت میں اپنے دوانے کی خبر

ہیں قفس میں جب سے ہم اس سنگ دل صیاد کے

اشک ہی لیتا ہے میرا آب و دانے کی خبر

ہم نہ جانیں کس طرف کعبہ ہے اور کیدھر ہے دیر

ایک رہتی ہے یہی اس در پہ جانے کی خبر

ہر گل داغ جنوں پر اور ہے کچھ آب و رنگ

پھیر ہے گلشن میں گویا گل کے آنے کی خبر

آج سینے میں مرے دل ہے نپٹ ہی بے قرار

دے ہے حسرتؔ غیر کے گھر اس کے جانے کی خبر

حسرتؔ عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar

Hasrat Azimabadi

jaan kar kahta hai hum se apne jaane ki KHabar
ji Duba deti hai mera ye bahane ki KHabar

is chaman mein kaun hai dil-soz apna tujh siwa
rakhiyo Tuk ai barq mere aashiyane ki KHabar

puchhta nin apne kuche mein tu mera haal hae
le thi laila dasht mein apne diwane ki KHabar

hain qafas mein jab se hum us sang-dil sayyaad ke
ashk hi leta hai mera aab-o-dane ki KHabar

hum na jaanen kis taraf kaba hai aur kidhar hai dair
ek rahti hai yahi us dar pe jaane ki KHabar

har gul-e-dagh-e-junun par aur hai kuchh aab-o-rang
pher hai gulshan mein goya gul ke aane ki KHabar

aaj sine mein mere dil hai nipaT hi be-qarar
de hai 'hasrat' ghair ke ghar us ke jaane ki KHabar

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar written by Hasrat Azimabadi at UrduPoint. Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar is one of the masterpieces written by Hasrat Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Hasrat Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasrat Azimabadi' above.

Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan Kar Kahta Hai Humse Apne Jaane Ki KHabar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.