Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna, Urdu Ghazal By Hasrat Azimabadi

Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasrat Azimabadi. Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کا میسر نہ تھا بھر کے نظر دیکھنا

حسرتؔ عظیم آبادی

جس کا میسر نہ تھا بھر کے نظر دیکھنا

کہتا ہے خط آئے پر ٹک تو ادھر دیکھنا

بولا وہ ہنس کے کہ ہاں دیکھے ہیں تجھ سے بہت

میں جو کہا ہے غرض مجھ کو مگر دیکھنا

دیکھوں نہ وہ دن کہ میں منت احسان لوں

شام مری اے فلک ہو نہ سحر دیکھنا

روز وداع اس کو دیکھ اک دو نظر سیر ہو

دیکھ لے پھر ہم کہاں اور کدھر دیکھنا

یار ہوا بے دماغ سن مرا شور جنوں

آہ و فغاں کا مری یارو اثر دیکھنا

جس کی تو دیکھے ہے راہ میری نظر میں ہے خوب

اک دم ادھر دیکھنا اک دم ادھر دیکھنا

اتنا گیا گزرا بھی مجھ کو نہ واں سے سمجھ

غیر تو اس کوچے سے پھر تو گزر دیکھنا

خلقت خوباں کے بیچ قبح خدا نکلے ہے

عیب ہے اسے منکرو حسن اگر دیکھنا

دیدۂ باریک بیں راہ عدم پر ہو جوں

مرگ پہ دل دھرنا ہے اس کی کمر دیکھنا

حسرتؔ اسے دل کشا جیسے ہے دریا کی سیر

میرے لب خشک اور دیدۂ تر دیکھنا

حسرتؔ عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna

Hasrat Azimabadi

jis ka mayassar na tha bhar ke nazar dekhna
kahta hai KHat aae par Tuk to idhar dekhna

bola wo hans ke ki han dekhe hain tujh se bahut
main jo kaha hai gharaz mujh ko magar dekhna

dekhun na wo din ki main minnat-e-ehsan lun
sham meri ai falak ho na sahar dekhna

roz-e-widaa us ko dekh ek do nazar sair ho
dekh le phir hum kahan aur kidhar dekhna

yar hua be-dimagh sun mera shor-e-junun
aah-o-fughan ka meri yaro asar dekhna

jis ki tu dekhe hai rah meri nazar mein hai KHub
ek dam idhar dekhna ek dam adhar dekhna

itna gaya-guzra bhi mujh ko na wan se samajh
ghair tu us kuche se phir to guzar dekhna

KHilqat-e-KHuban ke bich qubah-e-KHuda nikle hai
aib hai use munkiro husn agar dekhna

dida-e-barik-bin rah-e-adam par ho jun
marg pe dil dharna hai us ki kamar dekhna

'hasrat' use dil-kusha jaise hai dariya ki sair
mere lab-e-KHushk aur dida-e-tar dekhna

(715) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna written by Hasrat Azimabadi at UrduPoint. Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna is one of the masterpieces written by Hasrat Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Hasrat Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasrat Azimabadi' above.

Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ka Mayassar Na Tha Bhar Ke Nazar Dekhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.