Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin, Urdu Ghazal By Hasrat Mohani

Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasrat Mohani. Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وصل کی بنتی ہیں ان باتوں سے تدبیریں کہیں

حسرت موہانی

وصل کی بنتی ہیں ان باتوں سے تدبیریں کہیں

آرزوؤں سے پھرا کرتی ہیں تقدیریں کہیں

بے زبانی ترجمان شوق بے حد ہو تو ہو

ورنہ پیش یار کام آتی ہیں تقریریں کہیں

مٹ رہی ہیں دل سے یادیں روزگار عیش کی

اب نظر کاہے کو آئیں گی یہ تصویریں کہیں

التفات یار تھا اک خواب آغاز وفا

سچ ہوا کرتی ہیں ان خوابوں کی تعبیریں کہیں

تیری بے صبری ہے حسرتؔ خامکاری کی دلیل

گریۂ عشاق میں ہوتی ہیں تاثیریں کہیں

حسرت موہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin

Hasrat Mohani

wasl ki banti hain in baaton se tadbiren kahin
aarzuon se phira karti hain taqdiren kahin

be-zabani tarjuman-e-shauq behad ho to ho
warna pesh-e-yar kaam aati hain taqriren kahin

miT rahi hain dil se yaaden rozgar-e-aish ki
ab nazar kahe ko aaengi ye taswiren kahin

iltifat-e-yar tha ek KHwab-e-aghaz-e-wafa
sach hua karti hain in KHwabon ki tabiren kahin

teri be-sabri hai 'hasrat' KHam-kari ki dalil
girya-e-ushshaq mein hoti hain tasiren kahin

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin written by Hasrat Mohani at UrduPoint. Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin is one of the masterpieces written by Hasrat Mohani. You can also find the complete poetry collection of Hasrat Mohani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasrat Mohani' above.

Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wasl Ki Banti Hain In Baaton Se Tadbiren Kahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.