Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta, Urdu Ghazal By Hassamuddin Haider Nami

Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassamuddin Haider Nami. Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر چند کہ روتے میں اثر میں نہیں رکھتا

حسام الدین حیدر نامی

ہر چند کہ روتے میں اثر میں نہیں رکھتا

کچھ اس کے سوا اور ہنر میں نہیں رکھتا

اس شوخ کے آنے کی خبر مجھ سے نہ پوچھو

تھی بے خبری مجھ کو خبر میں نہیں رکھتا

آگے مرے ریسے ہے جو اس کوچے میں آ کر

اے ابر مگر دیدۂ تر میں نہیں رکھتا

ہے دوری گلشن سے قلق جن کو نہایت

افسوس کہ اس فصل میں پر میں نہیں رکھتا

حسام الدین حیدر نامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta

Hassamuddin Haider Nami

har chand ki rote mein asar main nahin rakhta
kuchh is ke siwa aur hunar main nahin rakhta

us shoKH ke aane ki KHabar mujh se na puchho
thi be-KHabari mujh ko KHabar main nahin rakhta

aage mere rise hai jo is kuche mein aa kar
ai abr magar dida-e-tar main nahin rakhta

hai duri-e-gulshan se qalaq jin ko nihayat
afsos ki is fasl mein par main nahin rakhta

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta written by Hassamuddin Haider Nami at UrduPoint. Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta is one of the masterpieces written by Hassamuddin Haider Nami. You can also find the complete poetry collection of Hassamuddin Haider Nami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassamuddin Haider Nami' above.

Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Chand Ki Rote Mein Asar Main Nahin Rakhta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.