Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai, Urdu Ghazal By Hassan Aabid

Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Aabid. Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ عجیب عالم ہے ہوش ہے نہ مستی ہے

حسن عابد

کچھ عجیب عالم ہے ہوش ہے نہ مستی ہے

یہ طویل تنہائی سانپ بن کے ڈستی ہے

نغمۂ تبسم سے لب ہیں اب بھی نامحرم

شاخ آرزو اب بھی پھول کو ترستی ہے

ہم غریب کیا جانیں مول زندگانی کا

ہم کو کیا پتہ یہ شے مہنگی ہے کہ سستی ہے

آؤ ہم بھی دیکھیں گے اس دیار میں چل کر

کیسے لوگ رہتے ہیں کس طرح کی بستی ہے

خوب رو تمنائیں خوش لباس امیدیں

شہر دل کی بستی بھی کیا حسین بستی ہے

حسن عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai

Hassan Aabid

kuchh ajib aalam hai hosh hai na masti hai
ye tawil tanhai sanp ban ke Dasti hai

naghma-e-tabassum se lab hain ab bhi na-mahram
shaKH-e-arzu ab bhi phul ko tarasti hai

hum gharib kya jaanen mol zindagani ka
hum ko kya pata ye shai mahngi hai ki sasti hai

aao hum bhi dekhenge is dayar mein chal kar
kaise log rahte hain kis tarah ki basti hai

KHub-ru tamannaen KHush-libas ummiden
shahr-e-dil ki basti bhi kya hasin basti hai

(781) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai written by Hassan Aabid at UrduPoint. Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai is one of the masterpieces written by Hassan Aabid. You can also find the complete poetry collection of Hassan Aabid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Aabid' above.

Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Ajib Aalam Hai Hosh Hai Na Masti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.