The Wo Qisse Magar Sarab Ke The, Urdu Ghazal By Hassan Aabid

The Wo Qisse Magar Sarab Ke The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Aabid. The Wo Qisse Magar Sarab Ke The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read The Wo Qisse Magar Sarab Ke The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تھے وہ قصے مگر سراب کے تھے

حسن عابد

تھے وہ قصے مگر سراب کے تھے

جانے والے خیال و خواب کے تھے

لمحہ لمحہ کسی کی یادیں تھیں

روز و شب تھے مگر عذاب کے تھے

اس کا چہرہ تھا اور شیشوں میں

عکس کھلتے ہوئے گلاب کے تھے

گرد رہ تھی میان منزل و دل

دھندلے دھندلے نقوش خواب کے تھے

حسن عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

The Wo Qisse Magar Sarab Ke The

Hassan Aabid

the wo qisse magar sarab ke the
jaane wale KHayal-o-KHwab ke the

lamha lamha kisi ki yaaden thin
roz-o-shab the magar azab ke the

us ka chehra tha aur shishon mein
aks khilte hue gulab ke the

gard-e-rah thi miyan-e-manzil-o-dil
dhundle dhundle nuqush KHwab ke the

(689) ووٹ وصول ہوئے

You can read The Wo Qisse Magar Sarab Ke The written by Hassan Aabid at UrduPoint. The Wo Qisse Magar Sarab Ke The is one of the masterpieces written by Hassan Aabid. You can also find the complete poetry collection of Hassan Aabid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Aabid' above.

The Wo Qisse Magar Sarab Ke The is a widely read Urdu Ghazal. If you like The Wo Qisse Magar Sarab Ke The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.