KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai, Urdu Ghazal By Hassan Naeem

KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Naeem. KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیر سے دل کو تری یاد سے کچھ کام تو ہے

حسن نعیم

خیر سے دل کو تری یاد سے کچھ کام تو ہے

وصل کی شب نہ سہی ہجر کا ہنگام تو ہے

نور افلاک سے روشن ہو شب غم کہ نہ ہو

چاند تاروں سے مرا نامہ و پیغام تو ہے

کم نہیں اے دل بیتاب متاع امید

دست مے خوار میں خالی ہی سہی جام تو ہے

بام خورشید سے اترے کہ نہ اترے کوئی صبح

خیمۂ شب میں بہت دیر سے کہرام تو ہے

جو بھی الزام مرے عشق پہ آیا ہو نعیمؔ

ان سے وابستہ کسی طور مرا نام تو ہے

حسن نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai

Hassan Naeem

KHair se dil ko teri yaad se kuchh kaam to hai
wasl ki shab na sahi hijr ka hangam to hai

nur-e-aflak se raushan ho shab-e-gham ki na ho
chand taron se mera nama o paigham to hai

kam nahin ai dil-e-betab mata-e-ummid
dast-e-mai-KHwar mein KHali hi sahi jam to hai

baam-e-KHurshid se utre ki na utre koi subh
KHema-e-shab mein bahut der se kohram to hai

jo bhi ilzam mere ishq pe aaya ho 'naim'
un se wabasta kisi taur mera nam to hai

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai written by Hassan Naeem at UrduPoint. KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai is one of the masterpieces written by Hassan Naeem. You can also find the complete poetry collection of Hassan Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Naeem' above.

KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHair Se Dil Ko Teri Yaad Se Kuchh Kaam To Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.