Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai, Urdu Ghazal By Hassan Naeem

Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Naeem. Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی حبیب نے لفظوں کا ہار بھیجا ہے

حسن نعیم

کسی حبیب نے لفظوں کا ہار بھیجا ہے

بسا کے عطر میں دل کا غبار بھیجا ہے

ہوئی جو شام تو اپنا لباس پہنا کر

شفق کو جیسے دم انتظار بھیجا ہے

کسی نے ڈوبتی صبحوں تڑپتی شاموں کو

غزل کے جام میں شب کا خمار بھیجا ہے

سجا کے دامن گل کو شرارۂ نم سے

کسی نے تاج دل داغ دار بھیجا ہے

کسے بلانے کو اس لالۂ وفا نے حسنؔ

صبا کو میری طرف بار بار بھیجا ہے

حسن نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai

Hassan Naeem

kisi habib ne lafzon ka haar bheja hai
basa ke itr mein dil ka ghubar bheja hai

hui jo sham to apna libas pahna kar
shafaq ko jaise dam-e-intizar bheja hai

kisi ne Dubti subhon taDapti shamon ko
ghazal ke jam mein shab ka KHumar bheja hai

saja ke daman-e-gul ko sharara-e-nam se
kisi ne taj-e-dil-e-daghdar bheja hai

kise bulane ko is lala-e-wafa ne 'hasan'
saba ko meri taraf bar bar bheja hai

(574) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai written by Hassan Naeem at UrduPoint. Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai is one of the masterpieces written by Hassan Naeem. You can also find the complete poetry collection of Hassan Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Naeem' above.

Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Habib Ne Lafzon Ka Haar Bheja Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.