Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe, Urdu Ghazal By Hassan Zaheer Raja

Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Zaheer Raja. Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نے بالکل نہیں چاہا کہ کوئی بات بڑھے

حسن ظہیر راجا

میں نے بالکل نہیں چاہا کہ کوئی بات بڑھے

اس نے جب ہاتھ بڑھایا تو مرے ہاتھ بڑھے

یار ایسے کبھی عزت نہیں ملنے والی

اپنی اوقات میں آ جاؤ کہ اوقات بڑھے

مجھے اس سے تو کوئی اور نہیں تھا مطلب

میں نے چاہا تھا ذرا میل ملاقات بڑھے

اس نے آگاہ کیا لوٹ کے جانے سے مجھے

اور پھر میری طرف کتنے ہی صدمات بڑھے

کچھ ستاروں کا گریباں نہیں بچنے والا

ہاتھ یہ میرا اگر سوئے سماوات بڑھے

حسن ظہیر راجا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe

Hassan Zaheer Raja

main ne bilkul nahin chaha ki koi baat baDhe
us ne jab hath baDhaya to mere hath baDhe

yar aise kabhi izzat nahin milne wali
apni auqat mein aa jao ki auqat baDhe

mujhe us se to koi aur nahin tha matlab
main ne chaha tha zara mel-mulaqat baDhe

us ne aagah kiya lauT ke jaane se mujhe
aur phir meri taraf kitne hi sadmat baDhe

kuchh sitaron ka gareban nahin bachne wala
hath ye mera agar su-e-samawat baDhe

(815) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe written by Hassan Zaheer Raja at UrduPoint. Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe is one of the masterpieces written by Hassan Zaheer Raja. You can also find the complete poetry collection of Hassan Zaheer Raja by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Zaheer Raja' above.

Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maine Bilkul Nahin Chaha Ki Koi Baat BaDhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.