Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai, Urdu Ghazal By Hayat Madrasi

Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Madrasi. Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمارے شعر کا حاصل تأثرات سے ہے

حیات مدراسی

ہمارے شعر کا حاصل تأثرات سے ہے

ہمارا رابطہ کاغذ قلم دوات سے ہے

ہماری زیست کا یوں حادثوں سے رشتہ ہے

کہ جیسے زلف کو نسبت سیاہ رات سے ہے

فضا چمن کی تو شبنم سے با وضو ہوگی

خدا کا ذکر علی الصبح پات پات سے ہے

خلوص دیکھیے پتھر میں دست کاری کا

جو پوجے جانے کی رغبت خدا کی ذات سے ہے

حیاتؔ جس کی امانت تھی اس کو لوٹا دی

اب اپنی زیست کی وابستگی ممات سے ہے

حیات مدراسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai

Hayat Madrasi

hamare sher ka hasil tassuraat se hai
hamara rabta kaghaz qalam dawat se hai

hamari zist ka yun hadson se rishta hai
ki jaise zulf ko nisbat siyah raat se hai

faza chaman ki to shabnam se ba-wazu hogi
KHuda ka zikr alassubh pat pat se hai

KHulus dekhiye patthar mein dast-kari ka
jo puje jaane ki raghbat KHuda ki zat se hai

'hayat' jis ki amanat thi us ko lauTa di
ab apni zist ki wabastagi mamat se hai

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai written by Hayat Madrasi at UrduPoint. Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai is one of the masterpieces written by Hayat Madrasi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Madrasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Madrasi' above.

Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamare Sher Ka Hasil Tassuraat Se Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.