Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe, Urdu Ghazal By Hayat Warsi

Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Warsi. Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حالات کے دباؤ سے ہیجان میں رہے

حیات وارثی

حالات کے دباؤ سے ہیجان میں رہے

ہم ساری عمر جنگ کے میدان میں رہے

تنہائی ملتی اور کبھی خود کو بھی دیکھتے

مدت گزر گئی اسی ارمان میں رہے

جب تجربوں سے ٹوٹے توقع کے آئینے

جو مصلحت پسند تھے نقصان میں رہے

ان کے نقوش ابھرے ہیں قرطاس وقت پر

با اختیار ہو کے جو اوسان میں رہے

ہم اپنی سطح چھوڑ کے تم تک نہ آ سکے

لمحات انتقام تو امکان میں رہے

ٹوٹا نہیں ہے شہر نگاراں سے رابطہ

غالبؔ کی طرح ہم بھی بیابان میں رہے

لفظوں کے دائروں میں سمیٹے حیات کو

حیرت زدہ سے دہر کے ایوان میں رہے

حیات وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe

Hayat Warsi

haalat ke dabao se haijaan mein rahe
hum sari umr jang ke maidan mein rahe

tanhai milti aur kabhi KHud ko bhi dekhte
muddat guzar gai isi arman mein rahe

jab tajrabon se TuTe tawaqqo ke aaine
jo maslahat-pasand the nuqsan mein rahe

un ke nuqush ubhre hain qirtas-e-waqt par
ba-iKHtiyar ho ke jo ausan mein rahe

hum apni sath chhoD ke tum tak na aa sake
lamhat-e-intiqam to imkan mein rahe

TuTa nahin hai shahr-e-nigaran se rabta
'ghaalib' ki tarah hum bhi bayaban mein rahe

lafzon ke daeron mein sameTe hayat ko
hairat-zada se dahr ke aiwan mein rahe

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe written by Hayat Warsi at UrduPoint. Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe is one of the masterpieces written by Hayat Warsi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Warsi' above.

Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haalat Ke Dabao Se Haijaan Mein Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.