Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain, Urdu Ghazal By Hayat Warsi

Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hayat Warsi. Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فصیل شکر میں ہیں صبر کے حصار میں ہیں

حیات وارثی

فصیل شکر میں ہیں صبر کے حصار میں ہیں

جہاں گزر نہیں غم کا ہم اس دیار میں ہیں

ہمیں اجال دے پھر دیکھ اپنے جلووں کو

ہم آئنہ ہیں مگر پردۂ غبار میں ہیں

جلا کے مشعلیں چلتے تو ہوتے منزل پر

وہ قافلے جو سویرے کے انتظار میں ہیں

ہے اختیار ہمیں کائنات پر حاصل

سوال یہ ہے کہ ہم کس کے اختیار میں ہیں

حیات وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain

Hayat Warsi

fasil-e-shukr mein hain sabr ke hisar mein hain
jahan guzar nahin gham ka hum us dayar mein hain

hamein ujal de phir dekh apne jalwon ko
hum aaina hain magar parda-e-ghubar mein hain

jala ke mishalen chalte to hote manzil par
wo qafile jo sawere ke intizar mein hain

hai iKHtiyar hamein kaenat par hasil
sawal ye hai ki hum kis ke iKHtiyar mein hain

(714) ووٹ وصول ہوئے

You can read Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain written by Hayat Warsi at UrduPoint. Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain is one of the masterpieces written by Hayat Warsi. You can also find the complete poetry collection of Hayat Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hayat Warsi' above.

Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fasil-e-shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.