KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh, Urdu Ghazal By Hira Qasmi

KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hira Qasmi. KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خون روتی ہوئی اقوام کا دکھ

حرا قاسمی

خون روتی ہوئی اقوام کا دکھ

کھا نہ جائے کہیں ہنگام کا دکھ

چند لفظوں میں کہاں آئے گا

وقت رفتہ ترے ایام کا دکھ

ہم نے فرقت کی سیہ راتوں میں

اوڑھ رکھا تھا ترے نام کا دکھ

تم نے بن باس کہاں کاٹا ہے

تم نہ سمجھو گے کبھی رام کا دکھ

تم جو ہو شہر طرب کے باسی

تم بتاؤگے ہمیں شام کا دکھ

اس میں غرقاب ہوئے تو یاروں

ہم نے جانا ہے بہت کام کا دکھ

حرا قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh

Hira Qasmi

KHun roti hui aqwam ka dukh
kha na jae kahin hangam ka dukh

chand lafzon mein kahan aaega
waqt-e-rafta tere ayyam ka dukh

hum ne furqat ki siyah raaton mein
oDh rakkha tha tere nam ka dukh

tum ne ban-bas kahan kaTa hai
tum na samjhoge kabhi ram ka dukh

tum jo ho shahr-e-tarab ke basi
tum bataoge hamein sham ka dukh

is mein gharqab hue to yaron
hum ne jaana hai bahut kaam ka dukh

(606) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh written by Hira Qasmi at UrduPoint. KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh is one of the masterpieces written by Hira Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Hira Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hira Qasmi' above.

KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHun Roti Hui Aqwam Ka Dukh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.