Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta, Urdu Ghazal By Ibraheem Hammad

Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ibraheem Hammad. Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک دفعہ وہ مجھے دل میں تو آنے دیتا

ابراہیم حماد

ایک دفعہ وہ مجھے دل میں تو آنے دیتا

میں اسے شام نہیں دیتا زمانے دیتا

آپ کے غم پہ بہت کام کیا ہے میں نے

اب میں روتا ہوں تو آنسو نہیں آنے دیتا

وہ مجھے ایک سے پہلے نہیں سونے دیتی

میں اسے خواب سے جلدی نہیں جانے دیتا

رب کے آگے تو تر و تازہ گیا ہوتا میں

وقت کچھ دیر مجھے ٹیک لگانے دیتا

شعر کا رزق ان آنکھوں میں ہے لیکن مرے دوست

دل مجھے ہونٹ سے اوپر نہیں جانے دیتا

ہر حسیں لڑکی کو تسلیم کیا کرتا ہوں

کوئی مصرع نہیں میں گرنے گرانے دیتا

ابراہیم حماد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta

Ibraheem Hammad

ek dafa wo mujhe dil mein to aane deta
main use sham nahin deta zamane deta

aap ke gham pe bahut kaam kiya hai main ne
ab main rota hun to aansu nahin aane deta

wo mujhe ek se pahle nahin sone deti
main use KHwab se jaldi nahin jaane deta

rab ke aage to tar-o-taza gaya hota main
waqt kuchh der mujhe Tek lagane deta

sher ka rizq in aankhon mein hai lekin mere dost
dil mujhe honT se upar nahin jaane deta

har hasin laDki ko taslim kiya karta hun
koi misra nahin main girne girane deta

(845) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta written by Ibraheem Hammad at UrduPoint. Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta is one of the masterpieces written by Ibraheem Hammad. You can also find the complete poetry collection of Ibraheem Hammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ibraheem Hammad' above.

Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Dafa Wo Mujhe Dil Mein To Aane Deta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.