Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar, Urdu Ghazal By Iffat Abbas

Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iffat Abbas. Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken, Hope category of Urdu Ghazal. You can read Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

الجھی عقیدتوں کے بیانات ہم سفر

عفت عباس

الجھی عقیدتوں کے بیانات ہم سفر

جس راہ بھی گئے یہ خرابات ہم سفر

مشکل ترین خواہش تحقیق کا سفر

پر خار راستوں پہ مکافات ہم سفر

دل کی تڑپ کے واسطے محبوب ناگزیر

راہ وفا میں غم کے کنایات ہم سفر

تھی در بدر یہ عقل تو اس کی تلاش میں

لیکن قدم قدم پہ خرافات ہم سفر

اک ہم کہ ہر پڑاؤ پہ بے چارگی کا ساتھ

اک وہ کہ ہر قدم پہ کرامات ہم سفر

ساتھ اپنے جلوہ جلوہ بھٹکتی ہوئی نظر

بے تابیوں میں شوق ملاقات ہم سفر

عفت عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar

Iffat Abbas

uljhi aqidaton ke bayanat ham-safar
jis rah bhi gae ye KHarabaat ham-safar

muskil-tarin KHwahish-e-tahqiq ka safar
pur-KHar raston pe mukafat ham-safar

dil ki taDap ke waste mahbub na-guzir
rah-e-wafa mein gham ke kinayat ham-safar

thi dar-ba-dar ye aql to us ki talash mein
lekin qadam qadam pe KHurafat ham-safar

ek hum ki har paDaw pe bechaargi ka sath
ek wo ki har-qadam pe karamat ham-safar

sath apne jalwa jalwa bhaTakti hui nazar
be-tabiyon mein shauq-e-mulaqat ham-safar

(819) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar written by Iffat Abbas at UrduPoint. Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar is one of the masterpieces written by Iffat Abbas. You can also find the complete poetry collection of Iffat Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iffat Abbas' above.

Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uljhi Aqidaton Ke Bayanat Ham-safar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.