Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete, Urdu Ghazal By Iftikhar Haidar

Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Haidar. Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس واسطے لوگوں کو سنائی نہیں دیتے

افتخار حیدر

اس واسطے لوگوں کو سنائی نہیں دیتے

ہم آہ تو بھرتے ہیں دہائی نہیں دیتے

کچھ درد ہیں ایسے کہ جو چہرے سے عیاں ہیں

کچھ زخم ہیں ایسے جو دکھائی نہیں دیتے

وہ راستے جچتے ہی نہیں اہل دلاں کو

وہ راستے جو آبلہ پائی نہیں دیتے

یادوں کی ہے اک بزم سجی خانۂ دل میں

اس بزم میں غیروں کو رسائی نہیں دیتے

ہم لوگ تعلق میں بہت صاف ہیں لیکن

ہم لوگ تعلق کی صفائی نہیں دیتے

افتخار حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete

Iftikhar Haidar

is waste logon ko sunai nahin dete
hum aah to bharte hain duhai nahin dete

kuchh dard hain aise ki jo chehre se ayan hain
kuchh zaKHm hain aise jo dikhai nahin dete

wo raste jachte hi nahin ahal-e-dilan ko
wo raste jo aabla-pai nahin dete

yaadon ki hai ek bazm saji KHana-e-dil mein
is bazm mein ghairon ko rasai nahin dete

hum log talluq mein bahut saf hain lekin
hum log talluq ki safai nahin dete

(611) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete written by Iftikhar Haidar at UrduPoint. Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete is one of the masterpieces written by Iftikhar Haidar. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Haidar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Haidar' above.

Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Waste Logon Ko Sunai Nahin Dete, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.