Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega, Urdu Ghazal By Iftikhar Qaisar

Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Qaisar. Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری آنکھوں کو آنکھوں کا کنارہ کون دے گا

افتخار قیصر

مری آنکھوں کو آنکھوں کا کنارہ کون دے گا

سمندر کو سمندر میں سہارا کون دے گا

مرے چہرے کو چہرہ کب عنایت کر رہے ہو

تمہیں میرے سوا چہرہ تمہارا کون دے گا

مرے دریا نے اپنے ہی کنارے کاٹ ڈالے

بپھرتے پانیوں کو اب سہارا کون دے گا

بدن میں ایک صحرا جل رہا ہے بجھ رہا ہے

مرے دریاؤں کو پہلا اشارہ کون دے گا

محبت نیلا موسم بن کے آ جائے گی اک دن

گلابی تتلیوں کو پھر سہارا کون دے گا

افتخار قیصر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega

Iftikhar Qaisar

meri aankhon ko aankhon ka kinara kaun dega
samundar ko samundar mein sahaara kaun dega

mere chehre ko chehra kab inayat kar rahe ho
tumhein mere siwa chehra tumhaara kaun dega

mere dariya ne apne hi kinare kaT Dale
bipharte paniyon ko ab sahaara kaun dega

badan mein ek sahra jal raha hai bujh raha hai
mere dariyaon ko pahla ishaara kaun dega

mohabbat nila mausam ban ke aa jaegi ek din
gulabi titliyon ko phir sahaara kaun dega

(689) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega written by Iftikhar Qaisar at UrduPoint. Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega is one of the masterpieces written by Iftikhar Qaisar. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Qaisar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Qaisar' above.

Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun Dega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.