Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حق مجھے باطل آشنا نہ کرے

انعام اللہ خاں یقین

حق مجھے باطل آشنا نہ کرے

میں بتوں سے پھروں خدا نہ کرے

دوستی بد بلا ہے اس میں خدا

کسی دشمن کو مبتلا نہ کرے

ہے وہ مقتول کافر نعمت

اپنے قاتل کو جو دعا نہ کرے

رو مرے کو خدا قیامت تک

پشت پا سے تری جدا نہ کرے

ناصحو یہ بھی کچھ نصیحت ہے

کہ یقیںؔ یار سے وفا نہ کرے

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare

Inamullah Khan Yaqeen

haq mujhe baatil-ashna na kare
main buton se phirun KHuda na kare

dosti bad bala hai is mein KHuda
kisi dushman ko mubtala na kare

hai wo maqtul kafir-e-nemat
apne qatil ko jo dua na kare

ru mere ko KHuda qayamat tak
pusht-e-pa se teri juda na kare

naseho ye bhi kuchh nasihat hai
ki 'yaqin' yar se wafa na kare

(490) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haq Mujhe Baatil-ashna Na Kare, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.