Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur, Urdu Ghazal By Inayatullah Raushan Badauni

Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inayatullah Raushan Badauni. Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیفیت دل اور ہے احوال جگر اور

عنایت اللہ روشن بدایونی

کیفیت دل اور ہے احوال جگر اور

اک درد کی صورت ہے ادھر اور ادھر اور

قد سرو ہے گل چہرہ ہے نارنج ہیں پستاں

کیا لطف ہے پھل اور ہے پھول اور شجر اور

ہر عضو بدن ہے ترا نایاب زمانہ

موہوم دہن سے بھی زیادہ ہے کمر اور

شاہوں کو فقیروں پہ شرف ہو نہیں سکتا

ہاں عزت ذاتی ہے جدا عزت زر اور

سختی بھی سہو ظلم بھی اندھیر بھی دیکھو

روشنؔ یوں ہیں دنیا میں کرو چندے بسر اور

عنایت اللہ روشن بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur

Inayatullah Raushan Badauni

kaifiyyat-e-dil aur hai ahwal-e-jigar aur
ek dard ki surat hai idhar aur udhar aur

qad sarw hai gul chehra hai naranj hain pistan
kya lutf hai phal aur hai phul aur shajar aur

har uzw-e-badan hai tera nayab-e-zamana
mauhum dahan se bhi ziyaada hai kamar aur

shahon ko faqiron pe sharaf ho nahin sakta
han izzat-e-zati hai juda izzat-e-zar aur

saKHti bhi saho zulm bhi andher bhi dekho
'raushan' yunhin duniya mein karo chande basar aur

(492) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur written by Inayatullah Raushan Badauni at UrduPoint. Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur is one of the masterpieces written by Inayatullah Raushan Badauni. You can also find the complete poetry collection of Inayatullah Raushan Badauni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inayatullah Raushan Badauni' above.

Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaifiyyat-e-dil Aur Hai Ahwal-e-jigar Aur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.