Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya, Urdu Ghazal By Inayatullah Raushan Badauni

Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inayatullah Raushan Badauni. Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ستم فراق کے صدموں نے اے نگار کیا

عنایت اللہ روشن بدایونی

ستم فراق کے صدموں نے اے نگار کیا

جگر کو خون کیا دل کو داغدار کیا

یہ شعبدے ہیں ترے انقلاب دہر نہیں

ارے فقیر اسے تو نے شہریار کیا

کبھی بہشت کے قابل نہ تھے مرے اعمال

کریم تیرے کرم نے امیدوار کیا

ہزار حیف کہ مرقد پہ بھی ہوا اندھیر

ہوا نے کشتہ چراغ سر مزار کیا

ستم شعار ستم کا خراب ہے انجام

برا کیا ستم اے چرخ اختیار کیا

عدم میں قافلے والے پہنچ گئے روشنؔ

یہ گھر اجاڑ کے آباد وہ دیار کیا

عنایت اللہ روشن بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya

Inayatullah Raushan Badauni

sitam firaq ke sadmon ne ai nigar kiya
jigar ko KHun kiya dil ko dagh-dar kiya

ye shoabde hain tere inqilab-e-dahr nahin
are faqir ise tu ne shahryar kiya

kabhi bahisht ke qabil na the mere aamal
karim tere karam ne umid-war kiya

hazar-haif ki marqad pe bhi hua andher
hawa ne kushta charagh-e-sar-e-mazar kiya

sitam-shiar sitam ka KHarab hai anjam
bura kiya sitam ai charKH iKHtiyar kiya

adam mein qafile wale pahunch gae 'raushan'
ye ghar ujaD ke aabaad wo dayar kiya

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya written by Inayatullah Raushan Badauni at UrduPoint. Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya is one of the masterpieces written by Inayatullah Raushan Badauni. You can also find the complete poetry collection of Inayatullah Raushan Badauni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inayatullah Raushan Badauni' above.

Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sitam Firaq Ke Sadmon Ne Ai Nigar Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.