Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha, Urdu Ghazal By Iqbal Anjum

Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Anjum. Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو نظر آتا تھا باہر سے وہ کب اندر سے تھا

اقبال انجم

جو نظر آتا تھا باہر سے وہ کب اندر سے تھا

اس کے جینے کا سلیقہ اس کے پس منظر سے تھا

شام ہوتے ہی اداسی گھیر لیتی تھی اسے

رابطہ اس کا کہیں کیا ڈوبتے منظر سے تھا

قوت پرواز پا کر بھی کہاں جاتا پرند

اس کے اڑنے کا تعلق کچھ تو میرے گھر سے تھا

فرد تھا جس گھر کا اس نے بھی نہ پہچانا اسے

مرنے والے شخص کا نام و نسب تو سر سے تھا

گزرے لمحوں کی صدائیں دیر تک آتی رہیں

کچھ تو رشتہ جانے والوں کا اجڑتے گھر سے تھا

اقبال انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha

Iqbal Anjum

jo nazar aata tha bahar se wo kab andar se tha
us ke jine ka saliqa us ke pas-manzar se tha

sham hote hi udasi gher leti thi use
rabta us ka kahin kya Dubte manzar se tha

quwwat-e-parwaz pa kar bhi kahan jata parind
us ke uDne ka talluq kuchh to mere ghar se tha

fard tha jis ghar ka us ne bhi na pahchana use
marne wale shaKHs ka nam-o-nasab to sar se tha

guzre lamhon ki sadaen der tak aati rahin
kuchh to rishta jaane walon ka ujaDte ghar se tha

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha written by Iqbal Anjum at UrduPoint. Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha is one of the masterpieces written by Iqbal Anjum. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Anjum' above.

Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Nazar Aata Tha Bahar Se Wo Kab Andar Se Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.